Lenovo ne last year hue Tech World 2016 mein ek foldable tablet ka prototype dikhaya tha jahan yeh tablet ek book ki tarah fold ho sakta tha jo ki ek phablet ke size jaisa tha. Wahin is saal Tech World 2017 mein Folio Concept jo ki isi foldable technology par based hai Lenovo ne showcase kiya hai.
Is concept mein kuch khaas kya hai aaiye jaante hain.
Iss saal dikhaaye gaye concept mein yeh tablet and ki taraf fold na hokar bahar ki taraf fold hota hai. Yaani agar aap isko fold karenge toh display bahar ki taraf hoga. Jaise ki 2 users iski screen ko use ya dekh paaye. Isko Samsung ke Edge series ki tarha bhi fold kiya ja sakta hai jisme aapko Notifications alag se visible hongi. Specifications ki baat kare toh isme aapko Qualcomm Snapdragon 800 series ka processor diya gaya hai sath hi mein Android Nougat 7.0. Screen resolution 1,90 x 1,440 pixels rakha gaya hai sath hi mein screen size aapko 5.5inch se 7.8inch tak diya jayega.
Abhi kuch confirm nahi hua hai ki Lenovo iski mass productions kab karega lekin kaha ja raha hai ki next year product market mien asakta hai. Kya aap isse lenge agar yeh India mein launch hota hai toh comment kijiye niche.

0 Comments